Parveen Shakir Shayari in Hindi – Urdu Poetry – परवीन शाकिर की शायरी

Parveen Shakir Shayari in Hindi

Parveen shakir biography: परवीन शकीर एक मशहूर उर्दू कवियत्री, शिक्षक और पाकिस्तान सरकार के अंतर्गत एक सिविल सेवक थे। परवीन ने कम उम्र में लेखन शुरू कर दिया था और वर्ष 1976 में अपनी पहली कविता, खुश्बू को प्रकाशित किया था। उनका जन्म 24 नवंबर, 1952 को कराची, पाकिस्तान में हुआ था और 26 दिसंबर, 1994, कराची, पाकिस्तान में वो अल्लाह को प्यारी हो गई थीं| उनके कुछ बहुत ही मशहूर कवितायेँ, ग़ज़ल व् कविता New, Best, Latest, Two Line, Hindi, Urdu, Shayari, Sher, Ashaar, Collection, Shyari, नई, नवीनतम, लेटेस्ट, हिंदी, उर्दू, शायरी, शेर, ‎नज़्म, अशआर, संग्रह के कुछ अंश पेश कर रहे हैं|

शायरी ऑफ़ परवीन शाकिर इन हिंदी

♥ Parveen shakir ghazal in hindi अक्से खुशबु हूँ बिखर ने से न रोके कोई और बिखर जाऊं तो मुझ को न समेटे कोई काँप उठती हूँ में ये सोच के तन्हाई में मेरे चेहरे पे तेरा नाम न पढ़ ले कोई जिस तरह ख्वाब मेरे हो गए रेज़ा रेज़ा उस तरह से न कभी टूट के बिखरे कोई में… Click To Tweet

Parveen shakir shayari in hindi

bārhā terā intizār kiyā apne ḳhvāboñ meñ ik dulhan kī tarah Click To Tweet
apne qātil kī zehānat se pareshān huuñ maiñ
roz ik maut na.e tarz kī ījād kare
badan ke karb ko vo bhī samajh na pā.egā maiñ dil meñ ro.ūñgī āñkhoñ meñ muskurā.ūñgī Click To Tweet
bojh uThāte hue phirtī hai hamārā ab tak
ai zamīñ maañ tirī ye umr to ārām kī thī

chehra o naam ek saath aaj na yaad aa sake vaqt ne kis shabīh ko ḳhvāb o ḳhayāl kar diyā Click To Tweet
chalne kā hausla nahīñ ruknā muhāl kar diyā
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhāl kar diyā
dene vaale kī mashiyyat pe hai sab kuchh mauqūf māñgne vaale kī hājat nahīñ dekhī jaatī Click To Tweet

Parveen shakir poetry in urdu collection

Aks-e Khushbu Hun Bikharne Se Na Roke Koi..

Aks-e khushbu hun bikharne se na roke koi, aur bikhar jaaun toh mujh ko na samete koi. Kaanp uthti hun main ye soch ke tanhai mein, mere chehre pe tera naam na padh le koi. Jis tarah mere khwaab ho gaye raiza raiza, uss tarah se na toot ke bikhre koi.… Click To Tweet

Sundar Komal Sapano Ki Baraat Guzar Gayi Janaa..

Sundar komal sapano ki baraat guzar gayi janaa, Dhoop aankhon tak aa pahunchi hai raat guzar gayi jana. Bhor samay tak jis ne humein baham uljhaye rakha, woh albeli resham jaisi baat guzar gayi jana. Sada ki dekhi raat humein iss baar mili toh chupke… Click To Tweet

 

Parveen shakir ghazal

Aks-e-khushbu hun bikhar ne se n roke koi Aur bikhar jaaun to mujh ko n samete koi Kaanp uthti hun mein ye soch ke tanhaai men Mere chehre pe tera naam n padh le koi Jis tarah khwab mere ho gaye reza reza Us tarah se n kabhi toot ke bikhre koi Mein to… Click To Tweet

परवीन शाकिर की शायरी

Parveen shakir 2 line poetry

ab bhī barsāt kī rātoñ meñ badan TūTtā hai jaag uThtī haiñ ajab ḳhvāhisheñ añgḌā.ī kī Click To Tweet
aks-e-ḳhushbū huuñ bikharne se na roke koī
aur bikhar jā.ūñ to mujh ko na sameTe koī
ab to is raah se vo shaḳhs guzartā bhī nahīñ ab kis ummīd pe darvāze se jhāñke koī Click To Tweet
abr baraste to ināyat us kī
shāḳh to sirf duā kartī hai
ajab nahīñ hai ki dil par jamī milī kaa.ī bahut dinoñ se to ye hauz saaf bhī na huā Click To Tweet

Parveen shakir poetry in english

darvāza jo kholā to nazar aa.e khaḌe vo
hairat hai mujhe aaj kidhar bhuul paḌe vo

dushmanoñ ke saath mere dost bhī āzād haiñ dekhnā hai khīñchtā hai mujh pe pahlā tiir kaun Click To Tweet

Parveen shakir 2 line shayari

baat vo aadhī raat kī raat vo puure chāñd kī chāñd bhī ain chait kā us pe tirā jamāl bhī Click To Tweet
bahut se log the mehmān mere ghar lekin
vo jāntā thā ki hai ehtimām kis ke liye

baḳht se koī shikāyat hai na aflāk se hai yahī kyā kam hai ki nisbat mujhe is ḳhaak se hai Click To Tweet
bas ye huā ki us ne takalluf se baat kī
aur ham ne rote rote dupaTTe bhigo liye

bojh uThā.e hue phirtī hai hamārā ab tak ai zamīñ maañ tirī ye umr to ārām kī thī Click To Tweet

Parveen shakir shayari in urdu

Woh toh khushbu hai hawaon mein bikhar jayega, Masla phool ka hai phool kidhar jayega. Hum toh samjhe the ki ek zakhm hai bhar jayega, Kya khabar thi ki ragg-e jaan mein utar jayega. Woh hawaon ki tarah khanabajan phirta hai, Ek jhounka hai jo aayega… Click To Tweet
[su_spoiler title=”Related Search:”]parveen shakir son

parveen shakir husband ,  parveen shakir kavita kosh

parveen shakir poetry books

परवीन शाकिर noshi gilani
पूरा दुख और आधा चाँद
क़तील शिफ़ाई
शाकिरा
बशीर बद्र की शायरी
अहमद फ़राज़
कू ब कू फैल[/su_spoiler]

About the author

admin