Khwaja Moinuddin Chisti Quotes in Urdu – ख्वाजा मोइनुद्दीन चिश्ती का उद्धरण उर्दू हिंदी में

Khwaja Moinuddin Chisti Quotes in Urdu

ख्वाजा मोईनुद्दीन चिश्ती कोट्स इन हिंदी: बाबा हज़रत ख्वाजा मोईनुद्दीन चिश्ती (Hazrat Khawaja Moinuddin Chishti R.A.) की दरगाह के पूरी दुनिया जहां में बहुत मायने हैं | हज़रत ख्वाजा मोइनुद्दीन चिश्ती एक महान सूफी संत थे जो भारत में इस्लाम के प्रमुख थे। उन्होंने हमेशा से ही गरीबों की सेवा की है और उनकी भलाई करी हैं। यह माना जाता है कि उनके दरबार में आने वाले में विश्वास और उनके दरगाह या मकबरे पर पूरी श्रद्धा के साथ प्रार्थना करते हैं, उनके दुःखों से मुक्ति दिलाते हैं| इसलिए आज हम आपके लिए लाये हैं ख्वाजा जी के sms hindi, message, मेसेज, कोट्स, मुबारकबाद, मुबारक हिंदी ,समझ collection , मेसेज, कोट्स, स्टेटस, विश (wishes), उद्धरण, कविता, kavita, poem, एसएमएस, साहरी, sayaree, उद्धरण, messages, msg, ,एसएमएस हिंदी फॉण्ट, हिंदी और उर्दू शायरी आदि जिन्हे आप फेसबुक, व्हाट्सप्प पर अपने दोस्त व परिवार के लोगो के साथ साझा कर सकते हैं|

Khwaja moinuddin chisti quotes in hindi

Bhooke Ko Khana Kheelana, Hajat-Ravai Karna, Dushman Ko Muaf Karna Acche Nafs Ki Zeenat Hai. – Hazrat Khwaja Moin-Ud-Din Chishti (Rehmatullah Alaih) Click To Tweet
Qalam-e-Ilahi Ko Dekhna Aur Parhna Dono Sawaab Hai, Agar Ek Harf Par Nazar Padey Tou 10 Nekiya Darj Ho Aur 10 Buraiya Door Ho. – Hazrate Khwaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) Click To Tweet
Hazrat e Khwaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alahi) Farmate Hai: “Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho! Beshak Jab Log Kisi Khilaf-e-Shariat Baat Ko Dekhe Aur Usko Na Rokey Tou Anqarib Allah Unn Sab Par Apna Azabe-Aam Bhej Dega”. Click To Tweet
ख्वाजा मोइनुद्दीन चिश्ती का उद्धरण उर्दू व हिंदी में -

हज़रत ख्वाजा मोईनुद्दीन चिश्ती अजमेरी कोट्स उर्दू

Gunah Kerne Mai Itna Nuqsaan Nahi Pahochta Jitna Kisi Musalman Bhai Ko Zaleel Khwar Kerne Se Pahochta He. Click To Tweet
– Khwaja Gareeb Nawaz RadiAllahu Ta’aala Anhu
aah ko chāhiye ik umr asar hote tak kaun jiitā hai tirī zulf ke sar hote tak Click To Tweet

Ajmer Sharif Quotes

Ae Meri Shayari Mere Dost Ke Paas Jana Agar Wo Ise Padh Rahe Ho To Shor Na Machana Jab Wo Ise Padh Le To Dhere Se Muskurana Aur Unse Kahna Kyu Kaisa Laga Click To Tweet
dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai āḳhir is dard kī davā kyā Hai Click To Tweet

Hazrat khwaja moinuddin chisti quotes in urdu

Khwaja Moinuddin Chisti Quotes in Urdu – ख्वाजा मोइनुद्दीन चिश्ती का उद्धरण उर्दू हिंदी में Click To Tweet
Ye Na Dekh K Tu Khaak Ka Putla Hai Aur Kamzor Hai. Balke Ye Dekh K Tu Apne Mehboob (Us Zaat) Ke Jamal Ka Aaina Hai, Aur Wo Tujh Mein khud Jalwagar Hai. - Khwaja Moinuddin Chishti Rehmatullah Alaih Click To Tweet
Khuda ki sanakhat (pehchan) us sakhs ko hogi jo duniya walo se alag rahe aur khud ko bada na samjhe. - Khwaja Moinuddin Chishti Rehmatullah Alaih Click To Tweet
Khamosh aur gamgin rehna AARIFO ki ek alaamat (pehchan) hai. - Sultan ul Hind Garib Nawaz Rehmatullah Alaih Click To Tweet

Garib nawaz ki shan main shayari

Khwaja Moinuddin Chisti Quotes in Urdu – ख्वाजा मोइनुद्दीन चिश्ती का उद्धरण उर्दू हिंदी में Click To Tweet

About the author

admin