ख्वाजा मोईनुद्दीन चिश्ती कोट्स इन हिंदी: बाबा हज़रत ख्वाजा मोईनुद्दीन चिश्ती (Hazrat Khawaja Moinuddin Chishti R.A.) की दरगाह के पूरी दुनिया जहां में बहुत मायने हैं | हज़रत ख्वाजा मोइनुद्दीन चिश्ती एक महान सूफी संत थे जो भारत में इस्लाम के प्रमुख थे। उन्होंने हमेशा से ही गरीबों की सेवा की है और उनकी भलाई करी हैं। यह माना जाता है कि उनके दरबार में आने वाले में विश्वास और उनके दरगाह या मकबरे पर पूरी श्रद्धा के साथ प्रार्थना करते हैं, उनके दुःखों से मुक्ति दिलाते हैं| इसलिए आज हम आपके लिए लाये हैं ख्वाजा जी के sms hindi, message, मेसेज, कोट्स, मुबारकबाद, मुबारक हिंदी ,समझ collection , मेसेज, कोट्स, स्टेटस, विश (wishes), उद्धरण, कविता, kavita, poem, एसएमएस, साहरी, sayaree, उद्धरण, messages, msg, ,एसएमएस हिंदी फॉण्ट, हिंदी और उर्दू शायरी आदि जिन्हे आप फेसबुक, व्हाट्सप्प पर अपने दोस्त व परिवार के लोगो के साथ साझा कर सकते हैं|
Khwaja moinuddin chisti quotes in hindi
Bhooke Ko Khana Kheelana, Hajat-Ravai Karna, Dushman Ko Muaf Karna Acche Nafs Ki Zeenat Hai.
– Hazrat Khwaja Moin-Ud-Din Chishti (Rehmatullah Alaih) Share on X
Qalam-e-Ilahi Ko Dekhna Aur Parhna Dono Sawaab Hai, Agar Ek Harf Par Nazar Padey Tou 10 Nekiya Darj Ho Aur 10 Buraiya Door Ho.
– Hazrate Khwaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) Share on X
Hazrat e Khwaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alahi) Farmate Hai: “Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho! Beshak Jab Log Kisi Khilaf-e-Shariat Baat Ko Dekhe Aur Usko Na Rokey Tou Anqarib Allah Unn Sab Par Apna Azabe-Aam Bhej Dega”. Share on X
हज़रत ख्वाजा मोईनुद्दीन चिश्ती अजमेरी कोट्स उर्दू
Gunah Kerne Mai Itna Nuqsaan Nahi Pahochta Jitna Kisi Musalman Bhai Ko Zaleel Khwar Kerne Se Pahochta He. Share on X
– Khwaja Gareeb Nawaz RadiAllahu Ta’aala Anhu
aah ko chāhiye ik umr asar hote tak
kaun jiitā hai tirī zulf ke sar hote tak Share on X
Ajmer Sharif Quotes
Ae Meri Shayari Mere Dost Ke Paas Jana
Agar Wo Ise Padh Rahe Ho To Shor Na Machana
Jab Wo Ise Padh Le To Dhere Se Muskurana
Aur Unse Kahna Kyu Kaisa Laga Share on X
dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai
āḳhir is dard kī davā kyā Hai Share on X
Hazrat khwaja moinuddin chisti quotes in urdu
Khwaja Moinuddin Chisti Quotes in Urdu – ख्वाजा मोइनुद्दीन चिश्ती का उद्धरण उर्दू हिंदी में Share on X
Ye Na Dekh K Tu Khaak Ka Putla Hai Aur Kamzor Hai. Balke Ye Dekh K Tu Apne Mehboob (Us Zaat) Ke Jamal Ka Aaina Hai, Aur Wo Tujh Mein khud Jalwagar Hai.
- Khwaja Moinuddin Chishti Rehmatullah Alaih Share on X
Khuda ki sanakhat (pehchan) us sakhs ko hogi jo duniya walo se alag rahe aur khud ko bada na samjhe.
- Khwaja Moinuddin Chishti Rehmatullah Alaih Share on X
Khamosh aur gamgin rehna AARIFO ki ek alaamat (pehchan) hai.
- Sultan ul Hind Garib Nawaz Rehmatullah Alaih Share on X